
Dost ek shabd ni ek Jeevan hai poora
Mile the ajnabee ki tarah
Kab kitne kamine ban gaye pta na chla
Hai mithaas kuch aisi iss rishte ki
Woh kahe kuch hum smjhe kuch
Hai bitaaye itne pal saath
Naa jaane kaha kho Gaye woh pal
Saare ab kaha hai kuch pta nii
Kehne ko toh zindagi jee rahe hai hum sb
Par pehli jaisi ab baat na rahi ab iss Zindagi jeene k andaaz mein
Kabhi seedhe mooh se na bulaya uss kamine ko
Har baat pe dete the itne lecture usse woh bhi suntaa rhta tha ek bakwas smjh kar
Jb school mein the tab yeh na pta tha jb bde honge toh yu bichad jaayenge zindagi mein iss kadar ek dusre se
Yu hayat n karwat le lii
Sb chitar bithar ho chukhe
Hai aapni zimmedariyon k
Aalam mein kya btaye
Baat toh ab bhi hoti hai
Par woh pehle jaisa
Andaaz kahi kho gaya hai
Aao kabhi milte hai yaaro
Dobara un lamhon ko jeete
Hai
Jo hum naa jaane kaha chod aaye
Hain......
VKY....
No posts
No posts
No posts
No posts
Comments