kuchh kehna hai tumse..'s image
Share0 Bookmarks 25 Reads0 Likes
Kuchh kehna hai tumse..
Sunoge na..
Kuchh raaz hai dilmein..
Bayan karun.. to samajh paoge na..
Khwahison ki bagiche mein..
Khwabon ke biz bunoge na..
Hamein lafzon ko beabru karna nahin ata...
Sabdon mein lapete lafzon ko..
Chahat ki ankhon se padh paoge na..
Kuchh kehna hai tumse..
Khamosh adhrein...
Jhuki ankhen...
Aur..
Bolti dhadkan..
Jo bayan kar rahi hai..
Sun paoge na...

No posts

Comments

No posts

No posts

No posts

No posts