
Share0 Bookmarks 57 Reads0 Likes
LAHZA
KIS TARAH SE TASREEH KARE;
USS FINGAAR KI BAAT HI ALAG HAI;
NARGIS SI IN AANKHON ME;
MASHIYAT HI ALAG HAI.
AFTAB KI PEHELI KIRAN SE;
CHAAND KI AAKHRI ROSHNI TAK;
BAHOT LIHAAZ SE AAPKI RAAH HOTI;
URZ HAZARO TAYYAR HOTE RAFTAAR SE;
"UNS HAI HUME APSE";
YE HUMARI AARZU-E-NAASBURNA RAHE;
RAINA HUMARI KAAVISH ME THI;
MEHZABI KI RAAH ME .
KHWABEEDA KI RAATH THI;
MAYASSAR THE VE;
NAZAKAT SE PAAS AAYE ;
"MUHABBAT HAI HUME AAPSE BHI "
INAYAT SE KEHKAR GAYE.
No posts
No posts
No posts
No posts
Comments