
Share0 Bookmarks 0 Reads1 Likes
कभी हक़ीक़त के बाब रखो।
कभी निगाहों में ख्वाब रखो।
ज़मीं के बंदे बनो तो बेहतर।
क़दम ज़मीं पे जनाब रखो।
किताब पढ़ना भी ठीक है पर।
कभी तो इनमें गुलाब रखो।
ज़रा निगाहों को भी पढ़ो अब।
चलो उठाओ किताब रखो।
हम अहले दानिश को कब ज़रूरत।
के पास कोई ख़िताब रखो
.
दानिश मुहम्मद खान।
Kabhi haqeeqat ke baab rakho
Kabhi nigaaho mein khwaab rakho
Zamee'n ke bande bano to behtar
Qadam zamee'n pe janaab rakho
Kitab padhna bhi theek hai par
Kabhi to inmein gulaab rakho
Zara nigaaho ko bhi padho ab
Chalo uthaao kitaab rakho
Hum ahl-e-danish ko kab zarurat
Ke paas koi khitaab rakho.
.
Danish Mohd Khan.
कभी निगाहों में ख्वाब रखो।
ज़मीं के बंदे बनो तो बेहतर।
क़दम ज़मीं पे जनाब रखो।
किताब पढ़ना भी ठीक है पर।
कभी तो इनमें गुलाब रखो।
ज़रा निगाहों को भी पढ़ो अब।
चलो उठाओ किताब रखो।
हम अहले दानिश को कब ज़रूरत।
के पास कोई ख़िताब रखो
.
दानिश मुहम्मद खान।
Kabhi haqeeqat ke baab rakho
Kabhi nigaaho mein khwaab rakho
Zamee'n ke bande bano to behtar
Qadam zamee'n pe janaab rakho
Kitab padhna bhi theek hai par
Kabhi to inmein gulaab rakho
Zara nigaaho ko bhi padho ab
Chalo uthaao kitaab rakho
Hum ahl-e-danish ko kab zarurat
Ke paas koi khitaab rakho.
.
Danish Mohd Khan.
No posts
No posts
No posts
No posts
Comments