
Share0 Bookmarks 188 Reads0 Likes
Kya khoya or kya paya hai
Yahi to is jeewan ka sarmaya hai
Aaj jis duvidha mei pura jagat hai
na jaane kin paapo ka ye fal hai
Kudrat ko jo bahut sataya hai
Kudrat ne ab sabko samjhaya hai
Aaye insaan tu khud ko bada samjhna band kar
Us ishwar se tu darna shuru kar
Sab kuch thik ho jayega
Sab pehle jaisa ho jayega
Kudrat ke karishme bhi bahut hain
Sab kuch jaldi hi normal ho jayega
Om Shanti
Namah Shivaya
No posts
No posts
No posts
No posts
Comments