ye shaam julfein aur chaay's image
Poetry1 min read

ye shaam julfein aur chaay

anushreeanushree June 1, 2022
Share0 Bookmarks 87 Reads0 Likes
Meri bandhi julfein, ye shaam aur meri adrak wali chaay aapas me baatein kiya karti hein,
Kya khoya kya paya is hisaab mein uljha karti hein,
Mein bade pyar se julfo ko sambhal ke, honthon se chaay lagake inhe samjhati hu...
Ki jo hua wo acha tha,
sbka apna kissa tha
Zindagi hai aasani se thodi naa chala karti he
Fir ..fir kyaa.. 
Ye shaam , ye chay aur ye zulfein fir  mujh par naaz kiya karti hein
 bahut aage nikal aayi  hu ye mujhse kaha karti hein...!!!!

No posts

Comments

No posts

No posts

No posts

No posts