
Share0 Bookmarks 60 Reads0 Likes
Teri yaadon ko mitana taash ke patto ka mahal banane jaisa hota hai
Har baar mehnat karti hu fir girne par har baar utna hi dukh hota hai!!
Ye silsila jaane kb rukega.....
Duniya ke is shor Gul mein
Meri hansi aur mere gam mein
Kahin na kahin kyu tu
Hota hai...
Chalo ab fir se mahal banati hu,
teri yaado ko mitati hu...
Hawa ka rukh mod diya hai maine
Dekhti hu is baar Tera kitna asar hota hai!!!!
Har baar mehnat karti hu fir girne par har baar utna hi dukh hota hai!!
Ye silsila jaane kb rukega.....
Duniya ke is shor Gul mein
Meri hansi aur mere gam mein
Kahin na kahin kyu tu
Hota hai...
Chalo ab fir se mahal banati hu,
teri yaado ko mitati hu...
Hawa ka rukh mod diya hai maine
Dekhti hu is baar Tera kitna asar hota hai!!!!
No posts
No posts
No posts
No posts
Comments