Ham Har baar katege aur har baar ugege's image
Love PoetryStory2 min read

Ham Har baar katege aur har baar ugege

amantrivedi75amantrivedi75 December 31, 2022
Share0 Bookmarks 47761 Reads0 Likes

(Ham haar baar katege aur har baar ugege)


Aisa nhi hai ki ye pehli dfa hua hai, aisa bilkul nhi hai ki esse phle mai kbhi toota nhi , aisa hargiz nhi hai ki esse phle mai kbhi itna bachain nhi hua ,ye aksr hamari jindagi me hota hai,hm har roj kuch n kuch tootte hai , har roj khud ko thoda thoda takleefo me kharch dete hai, hm chehre pe jhooti muskan aur baato me beimani liye jeete hai , lekin es baar ka seen thoda alag hai bhai sahab,


Ab hm khud ko sanvarne me lge the to phle se jyada bikhar gye,

ab hm burai se muh mod rhe the to hm khud hi ravan ho gye,

Ab hm nayay ki or prashasht the to apnie hi Hastinapur ke duryodhana ho gye ,

Ab hm khud ki bnai slakhe tode rhe the to hm hi sbse bde mujrim ho gye ,


Yakeen kr rha hu mai, khud ko smjha rha hu mai ,ki aaj jo mai hu wo mai pahle kbhi nhi tha aur jo kbhi pahle mai tha ,wo aj mai kbhi hona nhi chahta ,


Jindgi ki raftar dekho hm chal rhe h nyi Manjil ke liye lekin hmne jo rasta bhi paya to har kadam majil khud se door aur dhundhali paya ,


Aj ab aur hmesha Ye jung aur ye soch wastvik aman aur anadr ke Aman ki hai,


Upr ke aman aur uske man ko shayad jaan bhi gye hoge lekin andar ke aman aur uske man ka kya ,

Aj andr ki baat krte hai :-


Mere andar ka Ram fir se wan jane ko taiyar hai ,

Mere andar ka shyam fir se Geeta smjhane ko taiyar hai,


Mere andr ka

No posts

Comments

No posts

No posts

No posts

No posts